Unki aankho ki gehrayi ka didaar na kar paye,
dil ne ki koshish bahut par hum pyaar na kar paye,
kya kashish thi unki aankhon me,
unhone di izzajat or hum izhaar bhi na kar paye!!!
Wednesday, July 20, 2011
Sunday, July 17, 2011
कल फुर्सत न मिली तो क्या होगा!
कल फुर्सत न मिली तो क्या होगा!
इतनी मोहलत न मिली तो क्या होगा!
रोज़ कहते हो कल मिलेंगे, कल मिलेंगे!
कल मेरी आँखे न खुली तो क्या होगा
इतनी मोहलत न मिली तो क्या होगा!
रोज़ कहते हो कल मिलेंगे, कल मिलेंगे!
कल मेरी आँखे न खुली तो क्या होगा
Sar jhukaoge to patthar devta ho jaayega
Sar jhukaoge to patthar devta ho jaayega
Itana mat chaho use wo be-wafa ho jaayega
Ham bhi dariya hain hamain apna hunar maalum hai
...Jis taraf bhi chal padenge rasta ho jayega
Itana mat chaho use wo be-wafa ho jaayega
Ham bhi dariya hain hamain apna hunar maalum hai
...Jis taraf bhi chal padenge rasta ho jayega
zindagi hai nadaan isliye chup hoon
zindagi hai nadaan isliye chup hoon
dard hi dard hai subah shamm isliye chup hoon
keh to doon zamane se dastan apni
lekin usme ayega uska naam isliye chup hoon
dard hi dard hai subah shamm isliye chup hoon
keh to doon zamane se dastan apni
lekin usme ayega uska naam isliye chup hoon
aaj ek baar mere khawab ...
aaj ek baar mere khawab mein aa jao
ke in aankhon ko meri chahat pe aitbaar ho jaye
ke in aankhon ko meri chahat pe aitbaar ho jaye
Miss me or Hate me
Miss me
or
Hate me
both r in my favor,
If u miss me
I'll always b in ur heart,
If u hate me
I'll always b in ur mind.
or
Hate me
both r in my favor,
If u miss me
I'll always b in ur heart,
If u hate me
I'll always b in ur mind.
...Pal Pal ki Dosti
...Pal Pal ki Dosti ka Waada hai
Apna Pan Kuch itna ziyada hai
Na Sochna k Bhool Jayein gay Hum Aap ko
Jab Tak Zindagi hai Satane ka Full Irada Ha
Apna Pan Kuch itna ziyada hai
Na Sochna k Bhool Jayein gay Hum Aap ko
Jab Tak Zindagi hai Satane ka Full Irada Ha
Biwi-ko apni palko-pe bitha-lo
Biwi-ko apni palko-pe bitha-lo,
Deke khushi uske sare gham chura-lo,
Pyar aisa karo ke sab dehkte rahe jayen,
Padosan bhi aake kahe: "Muze bhi apni BIWI bana-lo
Deke khushi uske sare gham chura-lo,
Pyar aisa karo ke sab dehkte rahe jayen,
Padosan bhi aake kahe: "Muze bhi apni BIWI bana-lo
Door tak chahe thay badal ...
Door tak chahe thay badal or kahin saya na tha
is tarhan barsath ka moasam kabhi aaya na tha
kya mila aakhir tujhe saayon k peechay bhaag kar
aay dil-e-nadaan, tujhe kya humne samjhaya na tha
...
uff ye sannata k aahat tak na ho jis mai mukhal
zindagi mai is qadar humne sukoon paya na tha
khoob roye chipak k ghar ki chaar diwari mai hum
haal-e-dil kehnay k qabil koi humsaya na tha

Ehsas bahut hoga...
Ehsas bahut hoga jab chhod k jayege
royenge bahut par anshu na ayenge
jab sath na de koi to awaj hame dna
asman pe honge to bhi laut ayenge
royenge bahut par anshu na ayenge
jab sath na de koi to awaj hame dna
asman pe honge to bhi laut ayenge
Dost aisa ho jo....
Dost aisa ho jo hame apna maan sake
Dilke chupe dard ko ek pal me jaan sake.
Chal rahe ho jab hum tez baarish mein.
Chehre ki bundoun me bhi ansu pehachaan sake
Dilke chupe dard ko ek pal me jaan sake.
Chal rahe ho jab hum tez baarish mein.
Chehre ki bundoun me bhi ansu pehachaan sake
Kitni Masoom Si Sada...
Kitni Masoom Si Sada Hoti Hai,
Palat kar Dekho To Hawa Hoti Hai,
Nadan Hai Jo Chahte Hain Kisi Ko Zindagi Ki Trah,
Nahi Jante Ki Zindagi Bhi To Bewafa Hoti Hai
Palat kar Dekho To Hawa Hoti Hai,
Nadan Hai Jo Chahte Hain Kisi Ko Zindagi Ki Trah,
Nahi Jante Ki Zindagi Bhi To Bewafa Hoti Hai
Kalam uthaai hai ...
Kalam uthaai hai lafz nahi milta, jisko dhundhte hain wo shakhs nahi milta, firte hain wo zamane ki talash mein, bas humare liye unhe waqt nahi milta
Ek Pal Ka Hissa Ban Kar...
" Ek Pal Ka Hissa Ban Kar Aaty Ho Tum.....!!
" Dusry He Pal Khuwab Ban Kar Urh Jaty Ho Tum.....!!
" Janty Ho K Dar Lagta Hy Tanhai Sy Mujhy.....!!
" Phir B Bar Bar Tanha Chor Jaty Ho Tum.....!!
" Dusry He Pal Khuwab Ban Kar Urh Jaty Ho Tum.....!!
" Janty Ho K Dar Lagta Hy Tanhai Sy Mujhy.....!!
" Phir B Bar Bar Tanha Chor Jaty Ho Tum.....!!
tarasti "Ankhoon" ne...
tarasti "Ankhoon" ne hr pal tera sath manga.. jaisy "Aasmaan" ne hr rat chand MAnga.. Rooth Gaya Sara Zamana ham se.. jab hum ne hr DUa me tera sath Manga..
Subscribe to:
Comments (Atom)